Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Zeb Ghauri's Photo'

Zeb Ghauri

1928 - 1985 | Kanpur, India

One of the most remarkable modernist Indian poets.

One of the most remarkable modernist Indian poets.

Zeb Ghauri

Ghazal 62

Sher-o-Shayari 64

kis ne sahrā meñ mire vāste rakkhī hai ye chhāñv

dhuup roke hai mirā chāhne vaalā kaisā

kis ne sahra mein mere waste rakkhi hai ye chhanw

dhup roke hai mera chahne wala kaisa

maiñ laakh ise taaza rakhūñ dil ke lahū se

lekin tirī tasvīr ḳhayālī rahegī

main lakh ise taza rakhun dil ke lahu se

lekin teri taswir KHayali hi rahegi

maiñ ne dekhā thā sahāre ke liye chāroñ taraf

ki mire paas ik haath bhañvar se niklā

main ne dekha tha sahaare ke liye chaaron taraf

ki mere pas hi ek hath bhanwar se nikla

shāyad ab bhī koī sharar baaqī ho 'zeb'

dil raakh se aañch aatī hai kam kam

shayad ab bhi koi sharar baqi ho 'zeb'

dil ki rakh se aanch aati hai kam kam si

thak gayā ek kahānī sunte sunte maiñ

kyā is anjām nahīñ hotā koī

thak gaya ek kahani sunte sunte main

kya is ka anjam nahin hota koi

BOOKS 5

 

Audios 28

aks-e-falak par aa.iina hai raushan aab zaKHiiro.n kaa

bas ek parda-e-iGmaaz thaa kafan us kaa

be-hisii par mirii vo KHush thaa ki patthar hii to hai

Recitation

More Poets From "Kanpur"

Recitation

Speak Now