ALL
Profile
Ghazal21
Nazm10
Sher560
Mazahiya Shayari1
E-book98
Image Shayari30
Audio1
Video582
Qita6
Qisse59
Children's Story78
Lori1
Geet2
Paheli37
Unknown
Ghazal 21
Nazm 10
Sher-o-Shayari 560
ham ne us ko itnā dekhā jitnā dekhā jā saktā thā
lekin phir bhī do āñkhoñ se kitnā dekhā jā saktā thā
hum ne us ko itna dekha jitna dekha ja sakta tha
lekin phir bhi do aankhon se kitna dekha ja sakta tha
- Add to favorites
-
Share this
zāhid sharāb piine de masjid meñ baiTh kar
yā vo jagah batā de jahāñ par ḳhudā na ho
Priest I know this is a mosque, let me drink inside
Or point me to a place where God does not reside
zahid sharab pine de masjid mein baiTh kar
ya wo jagah bata de jahan par KHuda na ho
Priest I know this is a mosque, let me drink inside
Or point me to a place where God does not reside
- Add to favorites
-
Share this
- Translation
na ḳhudā hī milā na visāl-e-sanam na idhar ke hue na udhar ke hue
rahe dil meñ hamāre ye rañj-o-alam na idhar ke hue na udhar ke hue
na KHuda hi mila na visal-e-sanam na idhar ke hue na udhar ke hue
rahe dil mein hamare ye ranj-o-alam na idhar ke hue na udhar ke hue
- Add to favorites
-
Share this
agar firdaus bar-rū-e-zamīñ ast
hamīñ ast o hamīñ ast o hamīñ ast
agar firdaus bar-ru-e-zamin ast
hamin ast o hamin ast o hamin ast
- Add to favorites
-
Share this
kabhī terā dar kabhī dar-ba-dar kabhī 'arsh par kabhī farsh par
ġham-e-'āshiqī tirā shukriya maiñ kahāñ kahāñ se guzar gayā
kabhi tera dar kabhi dar-ba-dar kabhi 'arsh par kabhi farsh par
gham-e-'ashiqi tera shukriya main kahan kahan se guzar gaya
- Add to favorites
-
Share this
Mazahiya Shayari 1
Qita 6
Qisse 59
Children's Story 78
BOOKS 98
Image Shayari 30
mujh ko chhaa.nv me.n rakhaa aur KHud bhii vo jaltaa rahaa mai.n ne dekhaa ik farishta baap kii parchhaa.ii.n me.n