Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Majrooh Sultanpuri's Photo'

Majrooh Sultanpuri

1919 - 2000 | Mumbai, India

One of the most lyrical of ghazal poets associated with progressive movement. Outstanding film lyricist. Recipient of Dada Sahab Phalke award.

One of the most lyrical of ghazal poets associated with progressive movement. Outstanding film lyricist. Recipient of Dada Sahab Phalke award.

Majrooh Sultanpuri

Ghazal 53

Sher-o-Shayari 44

maiñ akelā chalā thā jānib-e-manzil magar

log saath aate ga.e aur kārvāñ bantā gayā

main akela hi chala tha jaanib-e-manzil magar

log sath aate gae aur karwan banta gaya

aise hañs hañs ke na dekhā karo sab jānib

log aisī adāoñ pe fidā hote haiñ

aise hans hans ke na dekha karo sab ki jaanib

log aisi hi adaon pe fida hote hain

koī ham-dam na rahā koī sahārā na rahā

ham kisī ke na rahe koī hamārā na rahā

koi ham-dam na raha koi sahaara na raha

hum kisi ke na rahe koi hamara na raha

dekh zindāñ se pare rañg-e-chaman josh-e-bahār

raqs karnā hai to phir paañv zanjīr na dekh

dekh zindan se pare rang-e-chaman josh-e-bahaar

raqs karna hai to phir panw ki zanjir na dekh

shab-e-intizār kashmakash meñ na pūchh kaise sahar huī

kabhī ik charāġh jalā diyā kabhī ik charāġh bujhā diyā

shab-e-intizar ki kashmakash mein na puchh kaise sahar hui

kabhi ek charagh jala diya kabhi ek charagh bujha diya

  • Share this

Lori 1

 

Geet 6

Filmi Geet 10

BOOKS 23

Image Shayari 14

Videos 27

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa

Majrooh Sultanpuri

ba-naam-e-kuucha-e-dildaar gul barse ki sang aa.e

Majrooh Sultanpuri

chaman hai maqtal-e-naGma ab aur kyaa kahiye

Majrooh Sultanpuri

go raat mirii sub.h kii mahram to nahii.n hai

Majrooh Sultanpuri

hame.n shu.uur-e-junuu.n hai ki jis chaman me.n rahe

Majrooh Sultanpuri

jalaa ke mish.al-e-jaa.n ham junuu.n-sifaat chale

Majrooh Sultanpuri

Mana shab-e-gham subh ki mehram to nahin hai

Majrooh Sultanpuri

mujh se kahaa jibriil-e-junuu.n ne ye bhii vahi-e-ilaahii hai

Majrooh Sultanpuri

aah-e-jaa.n-soz kii mahruumi-e-taasiir na dekh

Majrooh Sultanpuri

ba-naam-e-kuucha-e-dildaar gul barse ki sang aa.e

Majrooh Sultanpuri

ba-naam-e-kuucha-e-dildaar gul barse ki sang aa.e

Majrooh Sultanpuri

chaman hai maqtal-e-naGma ab aur kyaa kahiye

Majrooh Sultanpuri

go raat mirii sub.h kii mahram to nahii.n hai

Majrooh Sultanpuri

ham hai.n mata-e-kuucha-o-baazaar kii tarah

Majrooh Sultanpuri

ham ko junuu.n kyaa sikhlaate ho ham the pareshaa.n tum se ziyaada

Majrooh Sultanpuri

hame.n shu.uur-e-junuu.n hai ki jis chaman me.n rahe

Majrooh Sultanpuri

hum jo junoon kya sikhlate ho hum the pareshan tum se ziyada

Majrooh Sultanpuri

hume shaur e junoo hai ki jis chaman me rahe

Majrooh Sultanpuri

jab hu aa irfaa to gham araa, e ja banta gaya

Majrooh Sultanpuri

jalaa ke mish.al-e-jaa.n ham junuu.n-sifaat chale

Majrooh Sultanpuri

jalaa ke mish.al-e-jaa.n ham junuu.n-sifaat chale

Majrooh Sultanpuri

mujh se kaha jibreel  e junoo ne ye bhi wahi e ilaahi hai

Majrooh Sultanpuri

Audios 51

aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa

aa nikal ke maidaa.n me.n do-ruKHii ke KHaane se

aa nikal ke maidaa.n me.n do-ruKHii ke KHaane se

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED Poets

More Poets From "Mumbai"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now