aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Alok Mishra's Photo'

Alok Mishra

1985 | Delhi, India

Popular poet of the younger generation

Popular poet of the younger generation

Alok Mishra

Ghazal 30

Sher-o-Shayari 13

sab sitāre dilāsa dete haiñ

chāñd rātoñ ko chīḳhtā hai bahut

sab sitare dilasa dete hain

chand raaton ko chiKHta hai bahut

kyā zarūrat hai mujh ko chehre

kaun chehre se jāntā hai mujhe

kya zarurat hai mujh ko chehre ki

kaun chehre se jaanta hai mujhe

ajiib ḳhvāb thā āñkhoñ meñ niiñd chhoḌ gayā

ki niiñd guzrī hai mujh ko zalīl karte hue

ajib KHwab tha aankhon mein nind chhoD gaya

ki nind guzri hai mujh ko zalil karte hue

  • Share this

jaane kis baat se dukhā hai bahut

dil ka.ī roz se ḳhafā hai bahut

jaane kis baat se dukha hai bahut

dil kai roz se KHafa hai bahut

marā huā maiñ vo kirdār huuñ kahānī

jo rahā hai kahānī tavīl karte hue

mara hua main wo kirdar hun kahani ka

jo ji raha hai kahani tawil karte hue

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
is siyah raat me.n ko.ii to sahaaraa mil jaa.e

Alok Mishra

Bujhti aankhon mein tere khwab ka bosa rakha

Alok Mishra

Hum musalsal ek bayaan dete huye

Alok Mishra

Jaane kis baat se dukha hai bahut

Alok Mishra

Jazb kuch titliyon ke par mein hai

Alok Mishra

saal ye kaun saa nayaa hai mujhe

Alok Mishra

Wo be asar musalsal zalil karte huye

Alok Mishra

Audios 6

bujhtii aa.nkho.n me.n tire KHvaab kaa bosa rakkhaa

chiiKH kii or mai.n khi.nchaa jaa.uu.n

ham musalsal ik bayaa.n dete hu.e

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now