Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Afsar Allahabadi

Allahabad, India

Afsar Allahabadi

Ghazal 5

 

Sher-o-Shayari 6

na ho rab aisī tabī.at kisī

ki hañs hañs ke dekhe musībat kisī

TRANSLATION

O God, do not bestow on anyone a nature like this,

That one watches someone’s plight with smile on lips.

Sagar Akbarabadi

na ho ya rab aisi tabiat kisi ki

ki hans hans ke dekhe musibat kisi ki

TRANSLATION

O God, do not bestow on anyone a nature like this,

That one watches someone’s plight with smile on lips.

Sagar Akbarabadi

tumhāre hijr meñ kyuuñ zindagī na mushkil ho

tumhīñ jigar ho tumhīñ jaan ho tumhīñ dil ho

tumhaare hijr mein kyun zindagi na mushkil ho

tumhin jigar ho tumhin jaan ho tumhin dil ho

mujhe gum-shuda dil ġham hai to ye hai

ki is meñ bharī thī mohabbat kisī

mujhe gum-shuda dil ka gham hai to ye hai

ki is mein bhari thi mohabbat kisi ki

ḳhabar detī hai yaad kartā hai koī

jo bāñdhā hai hichkī ne taar aate aate

KHabar deti hai yaad karta hai koi

jo bandha hai hichki ne tar aate aate

hasīnoñ donoñ adā.eñ haiñ dilbar

kisī hayā to sharārat kisī

hasinon ki donon adaen hain dilbar

kisi ki haya to shararat kisi ki

Audios 5

falak un se jo ba.Dh kar bad-chalan hotaa to kyaa hotaa

kuchh bhii nahii.n jo yaad-e-butaan-e-hasii.n nahii.n

na ho yaa rab aisii tabii.at kisii kii

Recitation

More Poets From "Allahabad"

Recitation

Speak Now