rashk maazī par kareñ ham kyā hai ye kaafī hameñ
kyuuñ nazar aatī nahīñ apnī koī ḳhāmī hameñ
rashk mazi par karen hum kya hai ye kafi hamein
kyun nazar aati nahin apni koi KHami hamein
ye be-tartīb sī duniyā hai is ko
miTā kar phir banānā chāhtā huuñ
ye be-tartib si duniya hai is ko
miTa kar phir banana chahta hun