kaif-o-shadmani mein din guzarne walo kya kabhi ye socha hai
kaif-o-shādmānī meñ din guzārne vaalo kyā kabhī ye sochā hai
mausamoñ kī bastī meñ 'ārzī hai har lamha aur ḳhushī bhī jhoñkā hai
ham ne apne gaaoñ meñ mohtaram fazāoñ meñ ek baat dekhī hai
jo zamīn botā hai jo anaaj ugātā hai vo kisān bhūkā hai
kaif-o-shadmani mein din guzarne walo kya kabhi ye socha hai
mausamon ki basti mein 'arzi hai har lamha aur KHushi bhi jhonka hai
hum ne apne gaon mein mohtaram fazaon mein ek baat dekhi hai
jo zamin bota hai jo anaj ugata hai wo kisan bhuka hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.