aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1870 - 1930 | Mirzapur, India
ghar to kyā ghar kā nishāñ bhī nahīñ baaqī 'safdar'
ab vatan meñ kabhī jā.eñge to mehmāñ hoñge
ghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baqi 'safdar'
ab watan mein kabhi jaenge to mehman honge
qismatoñ se milā hai dard hameñ
kahīñ ārām-e-dil na ho jaa.e
qismaton se mila hai dard hamein
kahin aaram-e-dil na ho jae
ik nigāh-e-ġhalat-andāz sahī
dil kī āḳhir koī qīmat hogī
ek nigah-e-ghalat-andaz sahi
dil ki aaKHir koi qimat hogi
jaur-e-aflāk kī shirkat kī zarūrat kyā hai
aap kaafī haiñ zamāne ko satāne ke liye
jaur-e-aflak ki shirkat ki zarurat kya hai
aap kafi hain zamane ko satane ke liye
qīmat-e-jins-e-vafā nīm-nigāhī tauba
aisī bāteñ na kareñ aap ki saudā na bane
qimat-e-jins-e-wafa nim-nigahi tauba
aisi baaten na karen aap ki sauda na bane
Bazm-e-Khayal
1918
Deewan-e-Safdar Mirzapuri
1984
Husn-e-Khayal
Kulliyat-e-Safdar
Nigaristan-e-Ulfat
Masatah-e-Sukhan
Part-002
1928
Mashata-e-Sukhan
Mashata-e-Sukhan Shama Sukhanwari
1917
Mashshata-e-Sukhan
Shama-e-Sukhanvari
Moraqqa-e-Adab
Part,002
1919
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books