Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Navak Hamzapuri's Photo'

Navak Hamzapuri

1933 | Gaya, India

Navak Hamzapuri

Ghazal 2

 

Nazm 1

 

Rubai 8

Doha 3

maiñ huuñ lauh-e-vajūd par aisā ek savāl

chup haiñ mere javāb meñ roz mahīne saal

main hun lauh-e-wajud par aisa ek sawal

chup hain mere jawab mein roz mahine sal

  • Share this

aage pīchhe rakh nazar zāhir bātin bhāñp

ġhāfil kar Das na le āstīn saañp

aage pichhe rakh nazar zahir baatin bhanp

ghafil pa kar Das na le aastin ka sanp

  • Share this

ulfat karnā dil lagī tark-e-mohabbat khel

jo samjhe vo ishq ke imtihān meñ fail

ulfat karna dil lagi tark-e-mohabbat khel

jo samjhe wo ishq ke imtihan mein fail

  • Share this
 

BOOKS 26

More Poets From "Gaya"

Recitation

Speak Now