Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mahboob Khizan's Photo'

Mahboob Khizan

1930 - 2013 | Karachi, Pakistan

Prominent poet of New Ghazal in Pakistan

Prominent poet of New Ghazal in Pakistan

Mahboob Khizan

Ghazal 22

Nazm 9

Sher-o-Shayari 25

ham aap qayāmat se guzar kyuuñ nahīñ jaate

jiine shikāyat hai to mar kyuuñ nahīñ jaate

hum aap qayamat se guzar kyun nahin jate

jine ki shikayat hai to mar kyun nahin jate

ek mohabbat kaafī hai

baaqī umr izāfī hai

ek mohabbat kafi hai

baqi umr izafi hai

  • Share this

tumheñ ḳhayāl nahīñ kis tarah batā.eñ tumheñ

ki saañs chaltī hai lekin udaas chaltī hai

tumhein KHayal nahin kis tarah bataen tumhein

ki sans chalti hai lekin udas chalti hai

mirī nigāh meñ kuchh aur DhūñDne vaale

tirī nigāh meñ kuchh aur DhūñDtā huuñ maiñ

meri nigah mein kuchh aur DhunDne wale

teri nigah mein kuchh aur DhunDta hun main

dekho duniyā hai dil hai

apnī apnī manzil hai

dekho duniya hai dil hai

apni apni manzil hai

  • Share this

BOOKS 5

 

Image Shayari 3

 

Videos 15

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Mahboob Khizan

Mahboob Khizan

Mahboob Khizan

chaa.nd ke musaafir

zindagii ko dekhaa hai zindagii se bhaage hai.n Mahboob Khizan

'KHizaa.n' me.n KHuubiyaa.n aaise bahut hai.n

Mahboob Khizan

mohabbat par na bhuulo mohabbat be-kasii hai

Mahboob Khizan

ye jo ham kabhii kabhii sochte hai.n raat ko

Mahboob Khizan

Mahboob Khizan

akelii bastiyaa.n

be-kas chamelii phuule akelii aahe.n bhare dil-jalii Mahboob Khizan

chaahii thii dil ne tujh se vafaa kam bahut hii kam

Mahboob Khizan

diivaar se guftuguu

kisii ha.nstii boltii jiitii-jaagtii chiiz par Mahboob Khizan

mohabbat ko gale kaa haar bhii karte nahii.n bantaa

Mahboob Khizan

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now