Lala Mauji Ram Mauji
Sher-o-Shayari 2
dil ke ā.īne meñ hai tasvīr-e-yār
jab zarā gardan jhukā.ī dekh lī
dil ke aaine mein hai taswir-e-yar
jab zara gardan jhukai dekh li
- Add to favorites
-
Share this
vaañ hinā-bandī thī aur zulf ko suljhāna thā
yaañ pareshānī thī aur ḳhūn-e-jigar khānā thā
wan hina-bandi thi aur zulf ko suljhana tha
yan pareshani thi aur KHun-e-jigar khana tha
- Add to favorites
-
Share this