Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Hairat Allahabadi's Photo'

Hairat Allahabadi

1835 - 1892 | Allahabad, India

Prominent Contemporary of Akbar Allahabadi known for his oft-quoted sher 'Aagah apni maut se koi bashar nahin…'

Prominent Contemporary of Akbar Allahabadi known for his oft-quoted sher 'Aagah apni maut se koi bashar nahin…'

Hairat Allahabadi

Ghazal 28

Sher-o-Shayari 4

āgāh apnī maut se koī bashar nahīñ

sāmān sau baras hai pal ḳhabar nahīñ

the time of his death, man cannot foresee

uncertain of the morrow yet, plans for a century

aagah apni maut se koi bashar nahin

saman sau baras ka hai pal ki KHabar nahin

the time of his death, man cannot foresee

uncertain of the morrow yet, plans for a century

na to kuchh fikr meñ hāsil hai na tadbīr meñ hai

vahī hotā hai jo insān taqdīr meñ hai

there is naught from worrying, nor from planning gained

for everything that happens is by fate ordained

na to kuchh fikr mein hasil hai na tadbir mein hai

wahi hota hai jo insan ki taqdir mein hai

there is naught from worrying, nor from planning gained

for everything that happens is by fate ordained

apnā haal tak na khulā mujh ko ta-ba-marg

maiñ kaun huuñ kahāñ se chalā thā kahāñ gayā

apna hi haal tak na khula mujh ko ta-ba-marg

main kaun hun kahan se chala tha kahan gaya

  • Share this

kahā āshiq se vāqif ho to farmāyā nahīñ vāqif

magar haañ is taraf se ek nā-mahram nikaltā hai

kaha aashiq se waqif ho to farmaya nahin waqif

magar han is taraf se ek na-mahram nikalta hai

BOOKS 5

 

Audios 4

aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n

bosa liyaa jo chashm kaa biimaar ho ga.e

sunaa hai zaKHmi-e-teG-e-nigah kaa dam nikaltaa hai

Recitation

More Poets From "Allahabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now