Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aziz Ansari's Photo'

Aziz Ansari

Indore, India

Aziz Ansari

Ghazal 7

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 4

ye apnī bebasī hai ki apnī be-hisī yaaro

hai apnā haath un ke sāmne jo ḳhud bhikārī haiñ

ye apni bebasi hai ya ki apni be-hisi yaro

hai apna hath un ke samne jo KHud bhikari hain

amn aur āshtī se us ko kyā

us maqsad to intishār meñ hai

amn aur aashti se us ko kya

us ka maqsad to intishaar mein hai

hamārī muflisī āvārgī pe tum ko hairat kyuuñ

hamāre paas jo kuchh hai vo sauġhāteñ tumhārī haiñ

hamari muflisi aawargi pe tum ko hairat kyun

hamare pas jo kuchh hai wo saughaten tumhaari hain

apne liye mushkil hai

izzat se paanā bhī

apne liye hi mushkil hai

izzat se ji pana bhi

BOOKS 10

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Ghut ghut ke mar jana bhi, hasna aur hasana bhi_Ghazal

Aziz Ansari

Hum usko bhool baithe hain andhre humpe taari hain

Aziz Ansari

Naadar mein imdad ka jazba bhi to dekho

Aziz Ansari

Raaz qudrat ke humne na jaane kai

Aziz Ansari

Sukoon-e-dil hua haasil, bala se maal-o-zar khoya

Aziz Ansari

ghuT ghuT kar mar jaanaa bhii

Aziz Ansari

ham us ko bhuul baiThe hai.n a.ndhere ham pe taarii hai.n

Aziz Ansari

More Poets From "Indore"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now