Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHuda ko apne ham-zad ka intizar

Muneer Niyazi

KHuda ko apne ham-zad ka intizar

Muneer Niyazi

udaas hai to bahut ḳhudāyā

koī na tujh ko sunāne aayā

vo sar jo tere ujaaḌ dil meñ

charāġh ban kar chamak rahī hai

koī na tujh ko dikhāne aayā

ajiib husn muhīb jaisī

ḳhalish jo dil meñ khaTak rahī hai

udas hai to bahut KHudaya

koi na tujh ko sunane aaya

wo sar jo tere ujaD dil mein

charagh ban kar chamak rahi hai

koi na tujh ko dikhane aaya

ajib husn muhib jaisi

KHalish jo dil mein khaTak rahi hai

Source :
  • Book : kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 297)

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now