Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uThi kuchh aise badan ki KHushbu

Mohammad Alvi

uThi kuchh aise badan ki KHushbu

Mohammad Alvi

uThī kuchh aise badan ḳhushbū

simaT ga.ī pairahan ḳhushbū

sahar huī to ajab adā se

kalī meñ utrī kiran ḳhushbū

havāoñ se dostī na karnā

luTā na denā chaman ḳhushbū

maze uḌāoge hijratoñ ke

liye phiroge vatan ḳhushbū

añdherī rātoñ meñ dekh lenā

dikhā.ī degī badan ḳhushbū

ye kaun 'alvī' chalā gayā hai

sameT kar anjuman ḳhushbū

uThi kuchh aise badan ki KHushbu

simaT gai pairahan ki KHushbu

sahar hui to ajab ada se

kali mein utri kiran ki KHushbu

hawaon se dosti na karna

luTa na dena chaman ki KHushbu

maze uDaoge hijraton ke

liye phiroge watan ki KHushbu

andheri raaton mein dekh lena

dikhai degi badan ki KHushbu

ye kaun 'alwi' chala gaya hai

sameT kar anjuman ki KHushbu

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now