Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

justuju jis ki thi usko to na paya humne

Shahryar

justuju jis ki thi usko to na paya humne

Shahryar

Interesting Fact

Film: Umrao Jaan (1981)

justujū jis thī us ko to na paayā ham ne

is bahāne se magar dekh duniyā ham ne

sab ahvāl vahī hai jo hamārā hai aaj

ye alag baat ki shikva kiyā tanhā ham ne

ḳhud pashīmān hue ne use sharminda kiyā

ishq vaz.a ko kyā ḳhuub nibhāyā ham ne

kaun qahr ye āñkhoñ pe huā hai nāzil

ek muddat se koī ḳhvāb na dekhā ham ne

umr bhar sach kahā sach ke sivā kuchh na kahā

ajr kyā is milegā ye na sochā ham ne

justuju jis ki thi us ko to na paya hum ne

is bahane se magar dekh li duniya hum ne

sab ka ahwal wahi hai jo hamara hai aaj

ye alag baat ki shikwa kiya tanha hum ne

KHud pashiman hue ne use sharminda kiya

ishq ki waza ko kya KHub nibhaya hum ne

kaun sa qahr ye aankhon pe hua hai nazil

ek muddat se koi KHwab na dekha hum ne

umr bhar sach hi kaha sach ke siwa kuchh na kaha

ajr kya is ka milega ye na socha hum ne

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Pratibha Baghel

Pratibha Baghel

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

justuju jis ki thi usko to na paya humne Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now