Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gungon ko zaban kis ne di hai

Athar Nasik

gungon ko zaban kis ne di hai

Athar Nasik

gūñgoñ ko zabān kis ne hai

āḳhir ye azaan kis ne hai

rakkhā hai ravā ye zulm kis ne

zālim ko amaan kis ne hai

phūloñ ko asiir kis ne rakkhā

ḳhushiyoñ ko uḌaan kis ne hai

manshūr-e-havā likhā hai kis ne

miTTī ko uThān kis ne hai

is dasht meñ jiit kis Thahrī

is jañg meñ jaan kis ne hai

maqrūz huī haiñ merī āñkheñ

ḳhvāboñ ko takān kis ne hai

gungon ko zaban kis ne di hai

aaKHir ye azan kis ne di hai

rakkha hai rawa ye zulm kis ne

zalim ko aman kis ne di hai

phulon ko asir kis ne rakkha

KHushiyon ko uDan kis ne di hai

manshur-e-hawa likha hai kis ne

miTTi ko uThan kis ne di hai

is dasht mein jit kis ki Thahri

is jang mein jaan kis ne di hai

maqruz hui hain meri aankhen

KHwabon ko takan kis ne di hai

Source :
  • Book : Adab-o-Saqafat International (Pg. 64)
  • Author : Shakeelsarosh
  • Publication : Misal Publishers Raheem Center Press Market Ameen Pur Bazar, Faisalbad, Pakistan

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now