Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaTh-putli hai ya jiwan hai jite jao socho mat

Nida Fazli

kaTh-putli hai ya jiwan hai jite jao socho mat

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    kaTh-putlī hai jīvan hai jiite jaao socho mat

    soch se saarī uljhan hai jiite jaao socho mat

    likhā huā kirdār kahānī meñ chaltā phirtā hai

    kabhī hai duurī kabhī milan hai jiite jaao socho mat

    naach sako to nācho jab thak jaao to ārām karo

    TeḌhā kyuuñ ghar āñgan hai jiite jaao socho mat

    har maz.hab ek kahnā jaisā mālik rakkhe rahnā

    jab tak sāñsoñ bandhan hai jiite jaao socho mat

    ghuum rahe haiñ bāzāroñ meñ sarmāyoñ ke ātish-dān

    kis bhaTTī meñ kaun īñdhan hai jiite jaao socho mat

    kaTh-putli hai ya jiwan hai jite jao socho mat

    soch se hi sari uljhan hai jite jao socho mat

    likha hua kirdar kahani mein hi chalta phirta hai

    kabhi hai duri kabhi milan hai jite jao socho mat

    nach sako to nacho jab thak jao to aaram karo

    TeDha kyun ghar ka aangan hai jite jao socho mat

    har mazhab ka ek hi kahna jaisa malik rakkhe rahna

    jab tak sanson ka bandhan hai jite jao socho mat

    ghum rahe hain bazaron mein sarmayon ke aatish-dan

    kis bhaTTi mein kaun indhan hai jite jao socho mat

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    kaTh-putli hai ya jiwan hai jite jao socho mat Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now