har haqiqat majaz ho jae
har haqÄ«qat majÄz ho jaa.e
kÄfiroƱ kÄ« namÄz ho jaa.e
dil rahÄ«n-e-niyÄz ho jaa.e
bekasÄ« kÄrsÄz ho jaa.e
minnat-e-chÄra-sÄz kaun kare
dard jab jÄƱ-navÄz ho jaa.e
ishq dil meƱ rahe to rusvÄ ho
lab pe aa.e to raaz ho jaa.e
lutf kÄ intizÄr kartÄ huuƱ
jaur tÄ hadd-e-nÄz ho jaa.e
umr be-sūd kaT rahī hai 'faiz'
kaash ifshÄ-e-rÄz ho jaa.e
har haqiqat majaz ho jae
kafiron ki namaz ho jae
dil rahin-e-niyaz ho jae
bekasi karsaz ho jae
minnat-e-chaara-saz kaun kare
dard jab jaan-nawaz ho jae
ishq dil mein rahe to ruswa ho
lab pe aae to raaz ho jae
lutf ka intizar karta hun
jaur ta hadd-e-naz ho jae
umr be-sud kaT rahi hai 'faiz'
kash ifsha-e-raaz ho jae
- Book : Nuskha Hai Wafa (Pg. 29)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.