Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

arz-o-sama shafaq ne lohu mein bhar diya hai

Mohammad Rafi Sauda

arz-o-sama shafaq ne lohu mein bhar diya hai

Mohammad Rafi Sauda

MORE BYMohammad Rafi Sauda

    arz-o-samā shafaq ne lohū meñ bhar diyā hai

    dil kisū ne kar ḳhālī kahīñ kiyā hai

    aatā hai yaad koī taz.īñ ke vaqt tujh ko

    aksar de ke surma āñkhoñ meñ ro diyā hai

    is vaz' ke bashar ko kis saath ho kudūrat

    kuchh ḳhud-ba-ḳhud apnā dil ḳhaak ho rahā hai

    gar le chalā vo dil ko begāna-vār 'saudā'

    kar ab taġhāful jaane de āshnā hai

    arz-o-sama shafaq ne lohu mein bhar diya hai

    ya dil kisu ne ja kar KHali kahin kiya hai

    aata hai yaad koi tazin ke waqt tujh ko

    aksar tu de ke surma aankhon mein ro diya hai

    is waz' ke bashar ko kis sath ho kudurat

    kuchh KHud-ba-KHud hi apna dil KHak ho raha hai

    gar le chala wo dil ko begana-war 'sauda'

    tu hi kar ab taghaful jaane de aashna hai

    Source :

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Click on any word to get its meaning
    Speak Now