chaahat me.n bhii aur dard me.n
Interesting Fact
Drama:Pyar Ke Sadqay-2020
chaahat me.n bhii aur dard me.n
is pyaar ke sadqe
o tere binaa mai.n mere binaa tuu
jii na sake.nge sanam
kar le jo duniyaa sitam
jaise hai.n saath ham
dhanak ke vo saat rang
us pal kii kyaa hii baat ho
jis pal me.n teraa saath ho
is pyaar ke sadqe
vaa'de churaatii hu.ii shaam se kyaa kahe.n
o sab kuchh tire naam hai kaise aage ba.Dhe.n
diyaa jale saa.e ha.nse aur havaa kaa Thikaana nahii.n
mausam saare hai.n aa.e hu.e ab bahaana nahii.n
mahke hu.e hai.n sa.nvaar lo
big.De hu.e hai.n sa.nvaar lo
is pyaar ke sadqe
is pyaar ke sadqe
chaahat me.n bhii aur dard me.n
is pyaar ke sadqe
o tere binaa mai.n mere binaa tuu
jii na sake.nge sanam
kar le jo duniyaa sitam
jaise hai.n saath ham
dhanak ke vo saat rang
us pal kii kyaa hii baat ho
jis pal me.n teraa saath ho
is pyaar ke sadqe
vaa'de churaatii hu.ii shaam se kyaa kahe.n
o sab kuchh tire naam hai kaise aage ba.Dhe.n
diyaa jale saa.e ha.nse aur havaa kaa Thikaana nahii.n
mausam saare hai.n aa.e hu.e ab bahaana nahii.n
mahke hu.e hai.n sa.nvaar lo
big.De hu.e hai.n sa.nvaar lo
is pyaar ke sadqe
is pyaar ke sadqe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.