Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazdikiyon mein dur ka manzar talash kar

Nida Fazli

nazdikiyon mein dur ka manzar talash kar

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    nazdīkiyoñ meñ duur manzar talāsh kar

    jo haath meñ nahīñ hai vo patthar talāsh kar

    sūraj ke ird-gird bhaTakne se fā.eda

    dariyā huā hai gum to samundar talāsh kar

    tārīḳh meñ mahal bhī hai hākim bhī taḳht bhī

    gumnām jo hue haiñ vo lashkar talāsh kar

    rahtā nahīñ hai kuchh bhī yahāñ ek sadā

    darvāza ghar khol ke phir ghar talāsh kar

    koshish bhī kar umiid bhī rakh rāsta bhī chun

    phir is ke baa'd thoḌā muqaddar talāsh kar

    nazdikiyon mein dur ka manzar talash kar

    jo hath mein nahin hai wo patthar talash kar

    suraj ke ird-gird bhaTakne se faeda

    dariya hua hai gum to samundar talash kar

    tariKH mein mahal bhi hai hakim bhi taKHt bhi

    gumnam jo hue hain wo lashkar talash kar

    rahta nahin hai kuchh bhi yahan ek sa sada

    darwaza ghar ka khol ke phir ghar talash kar

    koshish bhi kar umid bhi rakh rasta bhi chun

    phir is ke ba'd thoDa muqaddar talash kar

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Chandan Dass

    Chandan Dass

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    nazdikiyon mein dur ka manzar talash kar Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now