ai gardish-e-hayat KHuda yaad aa gaya
ai gardish-e-hayāt ḳhudā yaad aa gayā
bas rok hādsāt ḳhudā yaad aa gayā
apne mu'āmalāt meñ to fikr hai na zikr
'aurat pe aa.ī baat ḳhudā yaad aa gayā
ai gardish-e-hayat KHuda yaad aa gaya
bas rok hadsat KHuda yaad aa gaya
apne mu'amalat mein to fikr hai na zikr
'aurat pe aai baat KHuda yaad aa gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.