holi mein
niilā piilā laal gulābī mil kar saare ek hue
maiñ ne us ko us ne mujh ko rang lagāyā holī meñ
bhārat-vāsī ek ho ga.e ham sab kī pahchān miTī
kaun hai muslim kaun hai hindū yaad na aaya holī meñ
nila pila lal gulabi mil kar sare ek hue
main ne us ko us ne mujh ko rang lagaya holi mein
bhaarat-wasi ek ho gae hum sab ki pahchan miTi
kaun hai muslim kaun hai hindu yaad na aaya holi mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.