jab bhi khilta hai sar-e-shaKH koi taza gulab
jab bhī khiltā hai sar-e-shāḳh koī taaza gulāb
tum use toḌ ke juuḌe meñ sajā letī ho
jaane kyā baat hai tum apne sivā duniyā meñ
har hasīñ chiiz ko jhunjlā ke miTā detī ho
jab bhi khilta hai sar-e-shaKH koi taza gulab
tum use toD ke juDe mein saja leti ho
jaane kya baat hai tum apne siwa duniya mein
har hasin chiz ko jhunjla ke miTa deti ho
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 225)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.