irade be-irade hi badal jaen to kya hoga
irāde be-irāde hī badal jaa.eñ to kyā hogā
agar duniyā ke sab hathyār chal jaa.eñ to kyā hogā
ḳhudā se kuchh nahīñ māñgā bahut din ho ga.e 'qāsim'
usī ko maañg baiTheñ aur machal jaa.eñ to kyā hogā
irade be-irade hi badal jaen to kya hoga
agar duniya ke sab hathyar chal jaen to kya hoga
KHuda se kuchh nahin manga bahut din ho gae 'qasim'
usi ko mang baiThen aur machal jaen to kya hoga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.