Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo dur jhil ke pani mein tairta hai chand

Ahmad Nadeem Qasmi

wo dur jhil ke pani mein tairta hai chand

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    vo daur jhiil ke paanī meñ tairtā hai chāñd

    pahāḌiyoñ ke añdheroñ pe nuur chhāne lagā

    vo ek khoh meñ ik bad-nasīb charvāhā

    bhigo ke āñsuoñ meñ ek giit gaane lagā

    wo daur jhil ke pani mein tairta hai chand

    pahaDiyon ke andheron pe nur chhane laga

    wo ek khoh mein ek bad-nasib charwaha

    bhigo ke aansuon mein ek git gane laga

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 164)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now