Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Nazeer Akbarabadi's Photo'

Nazeer Akbarabadi

1735 - 1830 | Agra, India

One of the most prominent classical Urdu poets who wrote extensively on Indian culture & festivals. Contemporary of Mir Taqi Mir. Famous for his poems on Holi, Diwali and Lord Krishna

One of the most prominent classical Urdu poets who wrote extensively on Indian culture & festivals. Contemporary of Mir Taqi Mir. Famous for his poems on Holi, Diwali and Lord Krishna

Nazeer Akbarabadi

Ghazal 230

Nazm 29

Sher-o-Shayari 107

judā kisī se kisī ġharaz habīb na ho

ye daaġh vo hai ki dushman ko bhī nasīb na ho

from their beloved separated none should be

such a fate should not befall even my enemy

juda kisi se kisi ka gharaz habib na ho

ye dagh wo hai ki dushman ko bhi nasib na ho

from their beloved separated none should be

such a fate should not befall even my enemy

thā irāda tirī fariyād kareñ hākim se

vo bhī ai shoḳh tirā chāhne vaalā niklā

tha irada teri fariyaad karen hakim se

wo bhi ai shoKH tera chahne wala nikla

  • Share this

mai ke jo girtā hai to lete haiñ use thaam

nazroñ se girā jo use phir kis ne sambhālā

mai pi ke jo girta hai to lete hain use tham

nazron se gira jo use phir kis ne sambhaala

  • Share this

the ham to ḳhud-pasand bahut lekin ishq meñ

ab hai vahī pasand jo ho yaar ko pasand

the hum to KHud-pasand bahut lekin ishq mein

ab hai wahi pasand jo ho yar ko pasand

  • Share this

dil betābī nahīñ Thaharne detī hai mujhe

din kahīñ raat kahīñ sub.h kahīñ shaam kahīñ

dil ki betabi nahin Thaharne deti hai mujhe

din kahin raat kahin subh kahin sham kahin

  • Share this

Rubai 22

BOOKS 65

Image Shayari 2

 

Videos 20

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other

Saiyyan Chaudhry

"Bahr-e-Taweel"

Zia Mohiuddin reads "Bahr-e-Taweel" nazeer akbarabadi ka likha hua ek sher hai jo be-inteha lamba hai. Ziya sahib ki khubsurat aawaaz mein us ka lutf dugna ho jaata hai. Zia Mohyeddin

banjaara-naama

Tuk hirs-o-havaa ko chho.D miyaa.n mat des bides phire maaraa Sudhir Narayan

Diwali Nazm

Unknown

ham ashk-e-Gam hai.n agar tham rahe rahe na rahe

Iqbal Bano

Khoon rez karishma naaz sitam

Chaya Ganguly

Khoonrez Karishma Naaz Sitam

Chaya Ganguly

aadmii-naama

duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii Habib Tanvir

aadmii-naama

duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii

aadmii-naama

duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii Mehdi Zaheer

banjaara-naama

Tuk hirs-o-havaa ko chho.D miyaa.n mat des bides phire maaraa Mukesh

banjaara-naama

Tuk hirs-o-havaa ko chho.D miyaa.n mat des bides phire maaraa Mehdi Zaheer

banjaara-naama

Tuk hirs-o-havaa ko chho.D miyaa.n mat des bides phire maaraa Unknown

banjaara-naama

Tuk hirs-o-havaa ko chho.D miyaa.n mat des bides phire maaraa Unknown

duur se aa.e the saaqii sun ke mai-KHaane ko ham

Nirmala Devi

ham ashk-e-Gam hai.n agar tham rahe rahe na rahe

Iqbal Bano

holii

aa dhamke aish o tarab kyaa kyaa jab husn dikhaayaa holii ne Unknown

holii kii bahaare.n

jab phaagun rang jhamakte ho.n tab dekh bahaare.n holii kii Chaya Ganguly

roTiyaa.n

jab aadmii ke peT me.n aatii hai.n roTiyaa.n Jaswinder Singh

tan par us ke siim fidaa aur mu.nh par mah diivaana hai

Saiyyan Chaudhry

Audios 8

bhare hai.n us parii me.n ab to yaaro sar-ba-sar motii

ho kyuu.n na tire kaam me.n hairaan tamaashaa

maanii ne jo dekhaa tirii tasviir kaa naqsha

Recitation

RELATED Blog

 

More Poets From "Agra"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now