Irtiza Nishat
Ghazal 3
Sher-o-Shayari 3
kursī hai tumhārā ye janāza to nahīñ hai
kuchh kar nahīñ sakte to utar kyoñ nahīñ jaate
kursi hai tumhaara ye janaza to nahin hai
kuchh kar nahin sakte to utar kyon nahin jate
- Add to favorites
-
Share this
qayāmat kī dhamkī 'azāboñ kā Dar
ḳhudā se abhī tak huā kuchh nahīñ
qayamat ki dhamki 'azabon ka Dar
KHuda se abhi tak hua kuchh nahin
- Add to favorites
-
Share this
qayāmat kī dhamkī 'azāboñ kā Dar
abhī tak ḳhudā se huā kuchh nahīñ
qayamat ki dhamki 'azabon ka Dar
abhi tak KHuda se hua kuchh nahin
- Add to favorites
-
Share this