Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Azhar Iqbal's Photo'

Azhar Iqbal

1978 | Meerut, India

Well-known Indian poet representing the younger generation

Well-known Indian poet representing the younger generation

Azhar Iqbal

Ghazal 10

Sher-o-Shayari 11

ghuTan hone lagī us ke paas jaate hue

maiñ ḳhud se ruuTh gayā huuñ use manāte hue

ghuTan si hone lagi us ke pas jate hue

main KHud se ruTh gaya hun use manate hue

niiñd aa.egī bhalā kaise use shaam ke ba.ad

roTiyāñ bhī na mayassar hoñ jise kaam ke ba.ad

nind aaegi bhala kaise use sham ke baad

roTiyan bhi na mayassar hon jise kaam ke baad

  • Share this

tumhāre aane ummīd bar nahīñ aatī

maiñ raakh hone lagā huuñ diye jalāte hue

tumhaare aane ki ummid bar nahin aati

main rakh hone laga hun diye jalate hue

ye kaifiyat hai merī jaan ab tujhe kho kar

ki ham ne ḳhud ko bhī paayā nahīñ bahut din se

ye kaifiyat hai meri jaan ab tujhe kho kar

ki hum ne KHud ko bhi paya nahin bahut din se

ek muddat se haiñ safar meñ ham

ghar meñ rah kar bhī jaise beghar se

ek muddat se hain safar mein hum

ghar mein rah kar bhi jaise beghar se

Qita 1

 

Image Shayari 3

 

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Azhar Iqbal

Azhar Iqbal

Ghutan si hone lagi hai uske paas jate huye

Azhar Iqbal is a young popular name of Urdu Poetry. Azhar Iqbal

gulaab chaa.ndnii-raato.n pe vaar aa.e ham

Azhar Iqbal

tirii samt jaane kaa raasta nahii.n ho rahaa

Azhar Iqbal

Wo mahtab abhi baam par nahi aya

Azhar Iqbal is a young popular name of Urdu Poetry. Azhar Iqbal

Ye baar e ghum bhi uthaya nahi bahut din se

Azhar Iqbal is a young popular name of Urdu Poetry. Azhar Iqbal

zamiin-e-dil ik arse baa'd jal-thal ho rahii hai

Azhar Iqbal

More Poets From "Meerut"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now