Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein aise Thahar gae hain gham

Gulzar

dil mein aise Thahar gae hain gham

Gulzar

Interesting Fact

This Nazm was used in film 'Talvar' (2015).

dil meñ aise Thahar ga.e haiñ ġham

jaise jañgal meñ shaam ke saa.e

jaate jaate sahm ke ruk jaa.eñ

mar ke dekheñ udaas rāhoñ par

kaise bujhte hue ujāloñ meñ

duur tak dhuul dhuul uḌtī hai!

dil mein aise Thahar gae hain gham

jaise jangal mein sham ke sae

jate jate sahm ke ruk jaen

mar ke dekhen udas rahon par

kaise bujhte hue ujalon mein

dur tak dhul hi dhul uDti hai!

Source :
  • Book : Yaar Julahe (Pg. 79)
  • Author : Gulzar
  • Publication : Vani prakashan (2009)
  • Edition : 2009

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now