aaghaz ki tariKH
ik musāfir huuñ
baḌī duur se chaltā huā aayā huuñ yahāñ
raah meñ mujh se judā ho ga.ī sūrat merī
apne chehre kā bas ik dhundlā tasavvur hai mirī āñkhoñ meñ
rāste meñ mire qadmoñ ke nishāñ bhī hoñge
ho jo mumkin to unhīñ se
mire āġhāz kī tārīḳh suno
ek musafir hun
baDi dur se chalta hua aaya hun yahan
rah mein mujh se juda ho gai surat meri
apne chehre ka bas ek dhundla tasawwur hai meri aankhon mein
raste mein mere qadmon ke nishan bhi honge
ho jo mumkin to unhin se
mere aaghaz ki tariKH suno
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.