Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ummid

ai umiid aa mire gale lag

kaun merā hai jag meñ tere sivā

dost mumkin nahīñ koī tujh

agar hai to zindagī merī tere dam se hai

har ḳhushī merī tere dam se hai

detī hai tasalliyāñ

tere hone se kāmrāniyāñ

gul aarzū ke khilātī hai

ummīdoñ ke gulāb mahkātī hai

har ek moḌ par khaḌī hai

phailā detī hai bāñheñ

hai duniyā meñ ik bā-vafā

tere hone se milā har ek ko hausla

dost mumkin nahīñ koī tujh

agar hai to zindagī merī tere dam se hai

har ḳhushī merī tere dam se hai

ai umid aa mere gale lag ja

kaun mera hai jag mein tere siwa

dost mumkin nahin koi tujh sa

tu agar hai to zindagi meri tere dam se hai

har KHushi meri tere dam se hai

deti hai tu tasalliyan

tere hone se kaamraniyan

gul aarzu ke khilati hai tu

ummidon ke gulab mahkati hai tu

har ek moD par khaDi hai tu

phaila deti hai banhen

tu hi hai duniya mein ek ba-wafa

tere hone se mila har ek ko hausla

dost mumkin nahin koi tujh sa

tu agar hai to zindagi meri tere dam se hai

har KHushi meri tere dam se hai

Source :

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now