Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taj-mahal

Ehtisham Akhtar

taj-mahal

Ehtisham Akhtar

Interesting Fact

(In a winter afternoon)

dhuup kitnī ḳhūbsūrat hai yahāñ

hasīñ chehroñ par dhuup

tāj-mahal par dhuup

husn ḳhud chal kar yahāñ

husn ko dekhne aatā hai

maiñ chalte-phirte husn meñ

aisā khoyā huuñ

ki kuchh samajh meñ nahīñ aatā

taaj ko dekhūñ husn-e-gurezāñ ko

dhup kitni KHubsurat hai yahan

hasin chehron par dhup

taj-mahal par dhup

husn KHud chal kar yahan

husn ko dekhne aata hai

main chalte-phirte husn mein

aisa khoya hun

ki kuchh samajh mein nahin aata

taj ko dekhun ya husn-e-gurezan ko

Source :

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now