Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwahish ke KHwab

Muneer Niyazi

KHwahish ke KHwab

Muneer Niyazi

ghar thā koī aur jagah jahāñ maiñ ne raat guzārī thī

yaad nahīñ ye huā bhī thā vahm ayyārī thī

ek anaar peḌ baaġh meñ aur ghaTā matvārī thī

ās-pās kaale parbat chup dahshat taarī thī

darvāze par jaane kis maddham dastak jaarī thī

ghar tha ya koi aur jagah jahan main ne raat guzari thi

yaad nahin ye hua bhi tha ya wahm hi ki ayyari thi

ek anar ka peD bagh mein aur ghaTa matwari thi

aas-pas kale parbat ki chup ki dahshat tari thi

darwaze par jaane kis ki maddham dastak jari thi

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

Khwahish ke khwab - Muneer Niyazi Nomaan Shauque

Source :
  • Book : kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 177)

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now