Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

inqalab-e-hind

Zafar Ali Khan

inqalab-e-hind

Zafar Ali Khan

bārhā dekhā hai ne āsmāñ inqalāb

khol aañkh aur dekh ab hindostāñ inqalāb

maġhrib o mashriq nazar aane lage zer-o-zabar

inqalāb-e-hind hai saare jahāñ inqalāb

kar rahā hai qasr-e-āzādī buniyād ustuvār

fitrat-e-tifl-o-zan-o-pīr-o-javāñ inqalāb

sabr vaale chhā rahe haiñ jabr aqlīm par

ho gayā farsūda shamshīr-o-sināñ inqalāb

barha dekha hai tu ne aasman ka inqalab

khol aankh aur dekh ab hindostan ka inqalab

maghrib o mashriq nazar aane lage zer-o-zabar

inqalab-e-hind hai sare jahan ka inqalab

kar raha hai qasr-e-azadi ki buniyaad ustuwar

fitrat-e-tifl-o-zan-o-pir-o-jawan ka inqalab

sabr wale chha rahe hain jabr ki aqlim par

ho gaya farsuda shamshir-o-sinan ka inqalab

Source :
  • Book : Urdu Mein Qaumi Shairi Ke Sau Saal (Pg. 230)
  • Author : Ali Jawad Zaidi
  • Publication : Uttar Pradesh Urdu Acadmi (Lucknow) (1982,Editon II 2010)
  • Edition : 1982,Editon II 2010

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now