Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dawat-e-inqilab

Syed Wahidudeen Salim

dawat-e-inqilab

Syed Wahidudeen Salim

kyā legā ḳhāk-e-murda-o-uftāda ban ke

tūfān ban ki hai tirī fitrat meñ inqalāb

kyuuñ TimTimā.e kirmak-e-shab-tāb tarah

ban saktā hai auj-e-falak par agar shahāb

vo ḳhaak ho ki jis meñ mileñ reza-hā-e-zar

vo sañg ban ki jis se nikalte haiñ la.al-e-nāb

chiḌiyoñ tarah daane pe girtā hai kis liye

parvāz rakh buland ki ban sake uqaab

vo chashma ban ki jis se hoñ sarsabz khetiyāñ

rah-rau ko fareb na de sūrat-e-sarāb

kya lega KHak-e-murda-o-uftada ban ke tu

tufan ban ki hai teri fitrat mein inqalab

kyun TimTimae kirmak-e-shab-tab ki tarah

ban sakta hai tu auj-e-falak par agar shahab

wo KHak ho ki jis mein milen reza-ha-e-zar

wo sang ban ki jis se nikalte hain lal-e-nab

chiDiyon ki tarah dane pe girta hai kis liye

parwaz rakh buland ki tu ban sake uqab

wo chashma ban ki jis se hon sarsabz khetiyan

rah-rau ko tu fareb na de surat-e-sarab

Source :
  • Book : Intekhab Jadeed (Pg. 158)
  • Author : All Ahmad Suroor & Aziz Ahmad
  • Publication : Anjuman Taraqqi Urdu

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now