sola december
tū ilm-o-hunar se ḳhā.if hai
tū raushniyoñ se Dartā hai
o amn ke ġhārat-gar dushman
tū us din se bhī Dar dushman
jab tujh ko tere apne hī
bachchoñ kā dushman kar dūñgā
ta.alīm se raushan kar dūñgā
tu ilm-o-hunar se KHaif hai
tu raushniyon se Darta hai
o amn ke ghaarat-gar dushman
tu us din se bhi Dar dushman
jab tujh ko tere apne hi
bachchon ka dushman kar dunga
talim se raushan kar dunga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.