Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nemul-badal

Mohsin Bhopali

nemul-badal

Mohsin Bhopali

achchhā to ye tīsrī photo vaalī

sau meñ aap ko jachtī hai

aaTh baje... kal raat... yahīñ le ā.ūñgī

maiñ sharminda huuñ

vo kalmohī lambī car meñ

koh-e-marī ko chalī ga.ī

baabū gar burā na māneñ to

ik baat kahūñ

maiñ hāzir huuñ

achchha to ye tisri photo wali

sau mein aap ko jachti hai

aaTh baje kal raat yahin le aaungi

main sharminda hun

wo kalmohi lambi car mein

koh-e-mari ko chali gai

babu ji gar bura na manen to

ek baat kahun

main hazir hun

Source :
  • Book : Jalta Hai Badan (Pg. 125)
  • Author : Zahid Hasan
  • Publication : Apnaidara, Lahore (2002)
  • Edition : 2002

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now