Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushbu ka libas

Mohammad Saleemur Rahman

KHushbu ka libas

Mohammad Saleemur Rahman

MORE BYMohammad Saleemur Rahman

    har taraf bikhrā huā us badan

    raat har ek karvaT

    us bāñhoñ, chhātiyoñ

    us kamar silvaToñ meñ

    ab bhī jītī-jāgtī hai

    sarsarātī, saañs letī hai yahāñ

    aur

    ek pāgal surḳh ḳhushbū libās

    merī tanhā.ī ko phir se Dhāñptā hai

    har taraf bikhra hua us ka badan

    raat ki har ek karwaT

    us ki banhon, chhatiyon

    us ki kamar ki silwaTon mein

    ab bhi jiti-jagti hai

    sarsaraati, sans leti hai yahan

    aur

    ek pagal surKH KHushbu ka libas

    meri tanhai ko phir se Dhanpta hai

    Source :
    • Book : Jalta Hai Badan (Pg. 62)
    • Author : Zahid Hasan
    • Publication : Apnaidara, Lahore (2002)
    • Edition : 2002

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now