Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aae basant

Ameeq Hanafi

aae basant

Ameeq Hanafi

shahr ā.ankhoñ matl.a saaf ho

to dil meñ utre Dhaak ke phūloñ aañch

shahr ke nathune khuleñ to mauja-e-bād-e-junūb

aam par bor aa chukā hai ye ḳhabar phailā.e

shahr ke kānoñ se nikleñ shor-o-ġhul ke DaaT

to chhue shah-e-rag ko koyal pukār

shahr jaañ se ġhubār-e-shahr bādal chhaTe

to havās-e-ḳhamsa nagrī meñ bhī aa.e basant

shahr ki aaankhon ka matla saf ho

to dil mein utre Dhak ke phulon ki aanch

shahr ke nathune khulen to mauja-e-baad-e-junub

aam par bor aa chuka hai ye KHabar phailae

shahr ke kanon se niklen shor-o-ghul ke DaT

to chhue shah-e-rag ko koyal ki pukar

shahr ki jaan se ghubar-e-shahr ka baadal chhaTe

to hawas-e-KHamsa ki nagri mein bhi aae basant

Source :
  • Book : siip-volume-35 (Pg. 135)

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now