Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye moajiza bhi kisi ki dua ka lagta hai

Iftikhar Arif

ye moajiza bhi kisi ki dua ka lagta hai

Iftikhar Arif

ye mo.ajiza bhī kisī duā lagtā hai

ye shahr ab bhī usī bevafā lagtā hai

ye tere mere charāġhoñ zid jahāñ se chalī

vahīñ kahīñ se ilāqa havā lagtā hai

dil un ke saath magar teġh aur shaḳhs ke saath

ye silsila bhī kuchh ahl-e-riyā lagtā hai

na.ī girah na.e nāḳhun na.e mizāj ke qarz

magar ye pech bahut ibtidā lagtā hai

kahāñ maiñ aur kahāñ faizān-e-naġhma-o-āhañg

karishma sab dar-o-bast-e-navā lagtā hai

ye moajiza bhi kisi ki dua ka lagta hai

ye shahr ab bhi usi bewafa ka lagta hai

ye tere mere charaghon ki zid jahan se chali

wahin kahin se ilaqa hawa ka lagta hai

dil un ke sath magar tegh aur shaKHs ke sath

ye silsila bhi kuchh ahl-e-riya ka lagta hai

nai girah nae naKHun nae mizaj ke qarz

magar ye pech bahut ibtida ka lagta hai

kahan main aur kahan faizan-e-naghma-o-ahang

karishma sab dar-o-bast-e-nawa ka lagta hai

RECITATIONS

Iftikhar Arif

Iftikhar Arif,

00:00/00:00
Iftikhar Arif

ye moajiza bhi kisi ki dua ka lagta hai Iftikhar Arif

Source :
  • Book : Mahr-e-Do Neem (Pg. 173)
  • Author : iftikhaar aarif
  • Publication : Educational Publishing House (1999)
  • Edition : 1999
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now