Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye dosti ka taqaza hai isko dhyan mein rakh

Mubarak Ansari

ye dosti ka taqaza hai isko dhyan mein rakh

Mubarak Ansari

ye dostī taqāzā hai is ko dhyān meñ rakh

hamesha fāsla thoḌā darmiyān meñ rakh

badalne vaalā hai ḳhurshīd-tāb mausam

to koī der abhī ḳhud ko sā.ebān meñ rakh

safīna ḳhud tirā lagegā sāhil se

havā lapeT ke thoḌī bādbān meñ rakh

subūt apnī shujā.at tujh ko denā hai

shikasta tiir kaḌaktī huī kamān meñ rakh

tire suḳhan ke sadā log hoñge girvīda

miThās urdu thoḌī bahut zabān meñ rakh

'mubārak' aur kahīñ par panāh-gāh na DhūñD

apne aap ko allāh amaan meñ rakh

ye dosti ka taqaza hai is ko dhyan mein rakh

hamesha fasla thoDa sa darmiyan mein rakh

badalne wala hai KHurshid-tab ka mausam

to koi der abhi KHud ko saeban mein rakh

safina KHud hi tera ja lagega sahil se

hawa lapeT ke thoDi si baadban mein rakh

subut apni shujaat ka tujh ko dena hai

shikasta tir kaDakti hui kaman mein rakh

tere suKHan ke sada log honge girwida

miThas urdu ki thoDi bahut zaban mein rakh

'mubarak' aur kahin par panah-gah na DhunD

tu apne aap ko allah ki aman mein rakh

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now