Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad uski kahan bhula di hai

Javed Kamal Rampuri

yaad uski kahan bhula di hai

Javed Kamal Rampuri

yaad us kahāñ bhulā hai

ham ne āvāz bārhā hai

lau phir de uThe haiñ zaḳhm-e-jigar

phir kisī ne mujhe sadā hai

dene vaale ne terā ġham de kar

haa.e kitnī baḌī sazā hai

ab to aa jaao rasm-e-duniyā

maiñ ne dīvār bhī girā hai

aao aao qarīb se dekho

zindagī āñsuoñ vaadī hai

yaad us ki kahan bhula di hai

hum ne aawaz barha di hai

lau si phir de uThe hain zaKHm-e-jigar

phir kisi ne mujhe sada di hai

dene wale ne tera gham de kar

hae kitni baDi saza di hai

ab to aa jao rasm-e-duniya ki

main ne diwar bhi gira di hai

aao aao qarib se dekho

zindagi aansuon ki wadi hai

Source :
  • Book : Awaz Na Do (Pg. 2)
  • Author : Javed Kamal
  • Publication : Sky Lark Publishers, Aligarah ( 1993)
  • Edition : 1993
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now