Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tamam raat chhaton par baras gaya pani

B S Jain Jauhar

tamam raat chhaton par baras gaya pani

B S Jain Jauhar

tamām raat chhatoñ par baras gayā paanī

saverā hote bastī meñ bas gayā paanī

piyā bāñhoñ meñ dulhan ko kas gayā paanī

añdherī raat meñ birhan ko Das gayā paanī

baḌā naaz thā apnī ḳhunuk-mizājī par

zamīñ ke tapte tave par jhulas gayā paanī

vo nāptā rahā dhartī ke sab nasheb-o-farāz

fareb-e-rāhat-e-māñdan meñ phañs gayā paanī

nahāne aa.ī thī ganda hai kah ke lauT ga.ī

kisī ko chhūne ḳhātir taras gayā paanī

tamam raat chhaton par baras gaya pani

sawera hote hi basti mein bas gaya pani

piya ki banhon mein dulhan ko kas gaya pani

andheri raat mein birhan ko Das gaya pani

baDa hi naz tha apni KHunuk-mizaji par

zamin ke tapte tawe par jhulas gaya pani

wo napta raha dharti ke sab nasheb-o-faraaz

fareb-e-rahat-e-mandan mein phans gaya pani

nahane aai thi ganda hai kah ke lauT gai

kisi ko chhune ki KHatir taras gaya pani

Source :
  • Book : Tarana-e-Bedari (Pg. 232)
  • Author : B.S.Jain 'Jauhar'
  • Publication : Navrang Kitab Ghar (2005)
  • Edition : 2005

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now