Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jo ek shart thi wahshat ki uTha di gai kya

Irfan Siddiqi

wo jo ek shart thi wahshat ki uTha di gai kya

Irfan Siddiqi

vo jo ik shart thī vahshat uThā ga.ī kyā

merī bastī kisī sahrā meñ basā ga.ī kyā

vahī lahja hai magar yaar tire lafzoñ meñ

pahle ik aag jaltī thī bujhā ga.ī kyā

jo baḌhī thī ki kahīñ mujh ko bahā kar le jaa.e

maiñ yahīñ huuñ to vahī mauj bahā ga.ī kyā

paañv meñ ḳhaak zanjīr bhalī lagne lagī

phir mirī qaid mī.ād baḌhā ga.ī kyā

der se pahuñche haiñ ham duur se aa.e hue log

shahr ḳhāmosh hai sab ḳhaak uḌā ga.ī kyā

wo jo ek shart thi wahshat ki uTha di gai kya

meri basti kisi sahra mein basa di gai kya

wahi lahja hai magar yar tere lafzon mein

pahle ek aag si jalti thi bujha di gai kya

jo baDhi thi ki kahin mujh ko baha kar le jae

main yahin hun to wahi mauj baha di gai kya

panw mein KHak ki zanjir bhali lagne lagi

phir meri qaid ki miad baDha di gai kya

der se pahunche hain hum dur se aae hue log

shahr KHamosh hai sab KHak uDa di gai kya

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

wo jo ek shart thi wahshat ki uTha di gai kya Nomaan Shauque

Source :
  • Book : Hoshiyari Dil-e-Nadan Bahut Karta Hai (Pg. 58)
  • Author :Irfan Siddiqi
  • Publication : Rekhta Publications (2023)
  • Edition : 2nd

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now