Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tera wasl hai mujhe be-KHudi tera hijr hai mujhe aagahi

Jalaluddin Akbar

tera wasl hai mujhe be-KHudi tera hijr hai mujhe aagahi

Jalaluddin Akbar

tirā vasl hai mujhe be-ḳhudī tirā hijr hai mujhe āgahī

tirā vasl mujh ko firāq hai tirā hijr mujh ko visāl hai

maiñ huuñ dar par us ke paḌā huā mujhe aur chāhiye kyā bhalā

mujhe be-parī ho kyā galā mirī be-parī par-o-bāl hai

vahī maiñ huuñ aur vahī zindagī vahī sub.h o shaam sar ḳhushī

vahī merā husn-e-ḳhayāl hai vahī un shān-e-jamāl hai

tera wasl hai mujhe be-KHudi tera hijr hai mujhe aagahi

tera wasl mujh ko firaq hai tera hijr mujh ko visal hai

main hun dar par us ke paDa hua mujhe aur chahiye kya bhala

mujhe be-pari ka ho kya gala meri be-pari par-o-baal hai

wahi main hun aur wahi zindagi wahi subh o sham ki sar KHushi

wahi mera husn-e-KHayal hai wahi un ki shan-e-jamal hai

Source :
  • Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 946)
  • Author : Dr. Abdul Wahid
  • Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now