Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yun bhi hua kamal mere pas aa gai

Raghvendra Dwivedi

yun bhi hua kamal mere pas aa gai

Raghvendra Dwivedi

yuuñ bhī huā kamāl mire paas aa ga.ī

hairat hai zindagī ko mirī shakl bhā ga.ī

mujh se judā kiyā hai mujhe us ke ḳhvāb ne

āñkhoñ meñ ik hasīn tasvīr chhā ga.ī

donoñ taraf aag ne kyā kyā nahīñ kiyā

donoñ niiñd chhīn aur chain khā ga.ī

maiñ bhī tamām raat jalā huuñ usī ke saath

us bhī ek ek adā zulm Dhā ga.ī

hoñToñ pe raqs kartī mirī intihā.ī pyaas

guzrī hadoñ se aise ki manzil ko ga.ī

yun bhi hua kamal mere pas aa gai

hairat hai zindagi ko meri shakl bha gai

mujh se juda kiya hai mujhe us ke KHwab ne

aankhon mein ek hasin si taswir chha gai

donon taraf ki aag ne kya kya nahin kiya

donon ki nind chhin li aur chain kha gai

main bhi tamam raat jala hun usi ke sath

us ki bhi ek ek ada zulm Dha gai

honTon pe raqs karti meri intihai pyas

guzri hadon se aise ki manzil ko pa gai

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now