Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bhul kar tu sare gham apne chaman mein raqs kar

Asif Anjum

bhul kar tu sare gham apne chaman mein raqs kar

Asif Anjum

bhuul kar saare ġham apne chaman meñ raqs kar

jaag ai darvesh-e-jāñ mere badan meñ raqs kar

Daal kar chādar vafā mazār-e-ishq par

dār-e-mansūrī pe aa is pairahan meñ raqs kar

garebāñ-chāk jo niklā hai ġham bhiiḌ meñ

chalā chhoḌ sab us ke man meñ raqs kar

bārgāh-e-husn meñ jhuk kar salāmī pesh kar

bāñdh kar ghuñgrū guloñ ke bāñkpan meñ raqs kar

kis liye jalne nahīñ detī charāġhoñ ko mire

ai havā kahīñ koh-o-daman meñ raqs kar

ye rumūz-e-ma.arifat tujh par ayaañ hoñge tabhī

tarīqat subū aur is agan meñ raqs kar

bhul kar tu sare gham apne chaman mein raqs kar

jag ai darwesh-e-jaan mere badan mein raqs kar

Dal kar chadar wafa ki tu mazar-e-ishq par

dar-e-mansuri pe aa is pairahan mein raqs kar

tu gareban-chaak jo nikla hai gham ki bhiD mein

ja chala ja chhoD sab tu us ke man mein raqs kar

bargah-e-husn mein jhuk kar salami pesh kar

bandh kar ghungru gulon ke bankpan mein raqs kar

kis liye jalne nahin deti charaghon ko mere

ai hawa tu ja kahin koh-o-daman mein raqs kar

ye rumuz-e-marifat tujh par ayan honge tabhi

pi tariqat ka subu aur is agan mein raqs kar

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now