Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lahra ke jhum jhum ke la muskura ke la

Abdul Hamid Adam

lahra ke jhum jhum ke la muskura ke la

Abdul Hamid Adam

MORE BYAbdul Hamid Adam

    lahrā ke jhuum jhuum ke muskurā ke

    phūloñ ke ras meñ chāñd kirneñ milā ke

    kahte haiñ umr-e-rafta kabhī lauTtī nahīñ

    mai-kade se merī javānī uThā ke

    sāġhar-shikan hai shaiḳh-e-balā-nosh nazar

    shīshe ko zer-e-dāman-e-rañgīñ chhupā ke

    kyuuñ rahī hai ruuTh ke rañgīnī-e-bahār

    ek martaba use phir varġhalā ke

    dekhī nahīñ hai ne kabhī zindagī lahr

    achchhā to 'adam' surāhī uThā ke

    lahra ke jhum jhum ke la muskura ke la

    phulon ke ras mein chand ki kirnen mila ke la

    kahte hain umr-e-rafta kabhi lauTti nahin

    ja mai-kade se meri jawani uTha ke la

    saghar-shikan hai shaiKH-e-bala-nosh ki nazar

    shishe ko zer-e-daman-e-rangin chhupa ke la

    kyun ja rahi hai ruTh ke rangini-e-bahaar

    ja ek martaba use phir warghala ke la

    dekhi nahin hai tu ne kabhi zindagi ki lahr

    achchha to ja 'adam' ki surahi uTha ke la

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Tahira Syed

    Tahira Syed

    Tahira Syed

    Tahira Syed

    Source :
    • Book : Adam ki behtareen ghazlein (Pg. 38)

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now